Computer ke baare me jankari
Computer ki basic jankari ?
Hello, Friends Aajke iss post me main aap logo ke sath share karne jaraha huu Computer ki kuch Basic Jankari joo sayed aapko nahi pata hai. Dosto Aagar aapko computer ke bareme Basic knowledge badhani hai too aap iss post ko dhayan se last tak padhe. Mujhe kafi visitor puch ta hai ki
Computer kisne banaya hai? Computer ki khoj kisne ki hai? Computer ki full form kya hai? too aagar aapke man me bhi yesa sawal ata hai to aap iss post ko padh kar sare jawab paa sakoge. Dosto Computer abhi world me kitna popular hai ye aap bhi jante ho aur main bhi janta hu, lekin jo log abhi tak computer nahi use karta hai aur jinke pass computer nahi hai unko nahi pata computer kya hai computer kaise istemal karte hai. Main pahle hi bata diya hai ki is post par aapko sirf basic jankari milegi, agar aap pahle se computer istemal karte ho to sayed aapko sab kuch pata hai jo main abhi batane wala hu.
Computer शब्द का अर्थ क्या है? Aur Computer Ki Khoj Kisne Ki Thi ?
Greek shabd "Compute" se aya hai "Computer", Aur latin shabd "computare" se aviskar hua hai "Computer" shabd ka.
Computer ka khoj kiya tha "CHARLES BABAGE " naam ka ek British mathematician (गणितज्ञ). Charles babage 1832 me "Analog computer" avishkar kiya tha. Iske baad Harvard university ka Professor " HYWARD AKIN " ne ek Mechanical Computer banaya tha. Baad me Digital computer avishkar huya jo ki Mechanical Computer se 200 गुना तेज tha, uske bad dhire dhire aajka computer agaya jo haam log abhi istemal karte hai.
1. आधुनिक Computer Ka पिता -
CHARLES BABAGE
2. Mechanical Computer Ka Avishkarak - HYWARD AKIN
Computer Ka Full Name Kya Hai ?
Computer ka full Form hai - "Common Operating Machine Particularly Used for Technical, Education and Research "
Computer Ki Basic Jankari :
Dosto upar main aap logo ko bata diya hai ki computer kisne avishkar kiya tha , kaab kiya tha. Aabhi haam log computer ke kuch basic ke bareme janenge. To dosto chaliye suru karte hai.
1. Computer Ka Use :
Aabhi aap jobhi karo aapko computer ki jorurat jorur padega, chahe aap ghar par koi kaam karo yafir office me kaam karo computer ke bina kuch bhi nahi hoga. Computer har jaga use hota hai, jaise ki - Bank, Office, Home, Schools, Collage har kisi jaga computer ki jorurat hota hai. Agar aap koi business start karna chahate ho too aapko computer chalana jorur sikhna hoga. Asal me abhi computer ke bina aap kuch bhi kaam nahi kar sakote.
2. Computer के प्रकार :
Kaam ki hisab se Computer 3 प्रकार ka hota hai -
1. Digital Computer
2. Analog Computer
3. Hybrid Computer
Aur Digital Computer 5 type ke hota hai jaise ki -
1. Grid Computer
2. Super Computer
3. Mainframe Computer
4. Mini Computer
5. Micro Computer
Ham log joo computer istemal karte hai wo hai "Micro Computer" aur ye micro computer 6 type ke hota hai -
1. Desktop Computer
2. Laptop Computer
3. Palmtop Computer
4. Notebook Computer
5. Pocket Computer
6. Home Computer
3. Software Kya Hai? Computer Ke sath iska क्या संबंध है ?
Computer chalane ke liye Computer ko joo sabse jada jorurat hota hai, un sabko ek sath milakar Software bola jata hai. Asal me software ka विकल्प naam hai program. Computer par aagar software run na kiya jai too us computer ke koi faida nahi hai. Kyuki ek computer ko run karne ke liye sabse jada jorurat hai software, software ke bina computer kuch bhi nahi. Software doo traha ke hota hai.
1. System Software
2. Application Software
1. System Software :
Software जो कंप्यूटर में यूजर को ऐसा Environment दे, जिससे यूजर को कंप्यूटर चलाने में आसानी हो। ऐसे Softwares को System Software कहा जाता है । यह कंप्यूटर के Hardware और Application Software को मेनेज करता है। और उनसे काम करवाता है। System Software कई प्रोग्रामो और सॉफ्टवेयर का समूह है। System Software 4 traha ke hota hai-
1. Operating System Software
2. Utility Software
3. Translator software
4. Graphical user interface Software
2. Application Software :
इनमे वे Software जो यूजर की प्रॉब्लम को हल करने के लिए बनाये जाते है। एप्लीकेशन सॉफ्टवेयर End User होते है। यह सीधा यूजर को इंटरफ़ेस देते है। इन्हें जरूरत पढने पर कंप्यूटर पर Install और Remove किया जा सकता है। यह सॉफ्टवेयर System software की मदद से कंप्यूटर पर काम करते है।
Exm: - Microsoft Office, Web Browser, Music Player, Photo Shop, etc.
Applications Software 2 traha ke hota hai -
1. Package software
2. Customized software
4. Computer language :
Har traha ke Computer Application banane ke liye joo language istemal hota hai usi ko computer language bolte hai. Joo language sirf aur sirf computer hi samajta hai.
Exam: machine language, Assembly Language, High level language, COBOL, Basic, Pascal, FORTRAN, C, C++, Java, Algol, Mathematica, Python etc.
5. Hardware :
Computer Hardware yani ki computer ke wo part hai joo ham dekhne ne ke sath sath chubhi sate hai. Inn Part ko Mechanical, Electrical,ya Electrons Part bhi kehe sakte hain. Ek computer me alag alag traha ke hardware part hota hai jaise ki-
CPU
Hard-disk
DVD
Motherboard
RAM
Monitor/LCD
keyboard
mouse
etc.
Computer Hardware 3 traha ke hota hai -
1. Input Device
2. C.P.U
3. Output Device
6. Mouse :
Computer mouse konsa hai ham sabhi jante hai, computer mouse use karke ham computer ko fast chala sakte hai. Iska naam mouse kyu huya hai, mouse dikhne me bilkul chuhe jause hota hai isi liye sayed majak se iska naam mouse hogaya hai.
7. Keyboard :
Keyboard computer ke most important Output device hai. Computer par kuch type karne ke liye and command send karne ke liye iska istemal hota hai. Lekin haam normal log keyboard sirf typing ke liye hi isko istemal karte hai.
8. Disk Driver :
Computer disk ko chalane ke liye jiss driver ki istemal hota hai usi ko Disk driver bolte hai. Disk Driver 2 traha ke hota hai..
1. Hard Disk Drive
2. Floppy Disk Drive
Friends upar main aap logo ke sath
Computer Ki kuch basic jankari share karne ki koisi ki hai. Mujhe lagta hai iss post se aapko utna jada jankari nahi milega lekin aagar aap post ko puri traha se padte hai too aapko sayed thoda bohut computer ki jankari mil hi jayega. Iss post me main sirf computer ke basic tips share kiya hai aagar aapko or bhi jada jankari jaana hai too aap iss blog ke sath rahiye ham bad me aur bhi accha accha computer tips aap logo ke sath share karenge.
Computer ki ye jankari aagar aapko pasand ata hai to please post ko aapne dosto ke sath share kare, aagar post me meri koi galti huyi hai to please maf karna kyu ki main bhi insan hu, galti insan se hi hoti hai aur aagar kuch bhi sawal puchna hai to niche comment kare.
Ye post apko kaisi lagi apni ray jarur de
Hello friends
Mera naam *ashish Kumar* hai . or mai koi professional blogger nhi hu par meri soch isase bhi uper hai. Mai ap logo tak computer ki jankari pahuchata rahunga .
***thanks***
So best iformation
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete